September 19th, 2018 | Updated on November 30th, 2018
Bollywood movies are the mainstay of entertainment and almost a religion in the country. Frankly speaking, films have always been a big influence in our lives.
We’ve grown up watching Bollywood potboilers, which have moments of emotion, love, romance, music, adventure and lessons along the way.
Interestingly, while there is always a sense of fantasy in movies, inspiration from real life experiences always play a major role. And, Bollywood is full of awesome dialogues about life lessons, love, friendship, and for every situation.
We all love hearing and quoting them in our day to day lives. The viral monologues of Bollywood about life and love have so much depth in them that they stay with us long after a movie is over.
Movies are more than just for entertainment. Movies stir emotions and our souls as well. Here are 40 Bollywood dialogues for every youngster, trying to figure out life, love and friendship!
1. Zindagi Ek Jigsaw Puzzle Ki Tarah Hai… I Can Help You Find the Pieces, But You Will Have To Complete The Game
2. Hamare Yahan Ghadi Ki Sui Character Decide Karti Hai
3. Ek Baar Ek Hero Tha Usne Bahot Mehnat Se Padhai Engineering Ki Aur Phir Usne Naukri Ki, Aur Phir Voh Yunhi Naukri Karte Karte Ek Din Marr Gaya. Kya Hua ? Pasand Nahi Aayi Ending. Koi Baat Nhi Badal Denge Humari Apni Kahani Hai
4. Insaan Ka Kartavya Hota Hai Koshish Karna … Kaamyabi Nakaamyabi Sab Uske Haath Mein Hai
5. Mere Naina Sirf Naina Ko Dhoond Tey Hain… Mein Ankhein Band Karta Hun Toh Tumhe Dekhta Hun.. Aur Jab Ankhein Kholta Hun Toh Tumhe Dekhna Chahta Hun!! I Love You Naina I Love You Very Very Much!!!
6. Mann Bole Ke Rasmein Jeene Ka Harjaana. Duniya Dushman Sab Begaana, Inhe Aag Laga Na. Mann Bole, Mann Bole: Mann Se Jeena Ya Mar Jaana.
7. Darta Hai ? Dar Lagta Hai, Apni Kahani Mujhse Puchta Hai, Kayar. Kiss Se Darta Hai. Bata, Bol Apni Kahani, Kya Hai Tere Dil Ke Andar?
8. Agar Hum Apni Zindagi Ka Steering Wheel Apne Haath Mein Nahi Lenge Na, Toh Koi Doosra Driver Seat Par Beth Jayega
9. Pighle Neelam Sa Behta Hua Yeh Samaan, Neeli Neeli Si Khamoshiyan, Na Kahin Hai Zameen Na Kahin Aasmaan … Sarsaraati Huyi Tehniyan Pattiyan, Keh Rahi Hai Ki Bas Ek Tum Ho Yahan … Sirf Main Hoon Meri Saansein Hai Aur Meri Dhadkane, Aisi Gehraiyan, Aisi Tanhaiyan, Aur Main Sirf Main … Apne Hone Pe Mujhko Yakeen Aa Gaya
10. Tum Pehle Bhi Itni Khoobsurat Thi Ya Waqt Ne Kiya Koi Haseen Sitam?
11. Bas Wan! Karo Jo Aaj Tak Karte Aaye Ho… Live Your Dream. Apne Dil Ki Suno.
12. Agar Main Uthata Toh Tum Jaag Jaati … Agar Tum Jaag Jaati Toh Chali Jaati … Aur Agar Chali Jaati Toh Main Itne Kareeb Se Tumhe Kab Dekhta.
13. Woh Baat Joh Lafzo Mein Ada Ho Jaye … Woh Baat Hi Kya Hui.
14. Sieze The Day My Friend … Pehle Is Din Ko Poori Tarah Jiyo, Phir Chalis Ke Bare Mein Soochna
15. Pyar Dosti Hai. Agar Wo Meri Sabse Achi Dost Nahin Ban Sakti Toh Main Use Kabhi Pyar Kar Hi Nahin Sakta.
16. Tu Right Nahi Hai Naina, Bas Mujhse Bahut Alag Hai.
17. Hum Se Bachkar Jaaoge Kaise.. Apne Dil Se Hame Nikaaloge Kaise .. Hum Woh Khushbu Hai Jo Saason Mein Baste Hain… Kud Ki Saanson Ko Rok Paaoge Kaise.
18. Ik Baat Honthon Tak Hai Joh Aayi Nahi, Bas Aankhon Se Hai Jhaankti … Tumse Kabhi, Mujhse Kabhi Kuch Lafz Hai Woh Maangti … Jinko Pehan Ke Honthon Tak Aa Jaye Woh, Awaaz Ki Baahon Mein Baahein Daalke Ithlaye Woh … Lekin Joh Yeh Ek Baat Hai, Ehsaas Hi Ehsaas Hai … Khushboo Si Hai Jaise Hawa Mein Tairti, Khushboo Joh Be-Aawaaz Hai … Jiska Pata Tumko Bhi Hai, Jiski Khabar Mujhko Bhi Hai … Duniya Se Bhi Chupta Nahi, Yeh Jaane Kaisa Raaz Hai.
19. Jab Hum Apne Aap Ko Achchi Tarah Samajh Lete Hai Toh Doosre Kya Samajhte Hai, It Doesn’t Matter.
20. To Kya Hua, Agar Woh Tumse Pyaar Nahi Karti. Tumne Usse Pyaar Karne Se Pehle Yeh Shart To Nahi Rakhi Thi, Ki Woh Bhi Tumse Pyaar Kare. Pyaar Mein Shartein Nahi Hoti, Kewal Pyaar Hota Hai. Beintehaa Pyaar.
21. Jitna Bhi Try Karo, Kuch Na Kuch Toh Chhootega Hi. Isliye Yahin, Isi Pal Ka Maza Lete Hain.
22. Itni Shiddat Se Maine Tumhe Paane Ki Koshish Ki Hai, Ki Har Zarre Ne Mujhe Tumse Milane Ki Koshish Ki Hai. Kehte Hain Agar Kisi Cheez Ko Dil Se Chaaho, Toh Poori Kaynath Tumhein Usse Milane Ki Koshish Mein Lag Jaati Hai…
23. Kadam Badha Le, Hadon Ko Mita Le. Aaja Khaali-Pan Mein Pee Ka Ghar Tera, Tere Bin Khaali Aa Ja, Khaali-Pan Mein.
24. Tu Mujhe Chahe Na Chahe Yeh Tere Bas Mein Toh Hai … Aur Main Tujhko Na Chahun Yeh Mere Bas Mein Nahi.
25. Kisi Manzar Par Main Ruka Nahin, Kabhi Khud Se Bhi Main Mila Nahin Ye Gila Toh Hai Main Khafa Nahin. Shehar Ek Se, Gaanv Ek Se, Log Ek Se, Naam Ek.
26. Tumhe Dekhne Ke Liye Mujhe In Aankhon Ki Zaroorat Nahin Hai… Main Toh Tumhe Band Aankhon Se Bhi Dekh Sakti Hun.
27. Vahi Kahani Fir Ek Baar Majnu Ne Liye Kapde Phaad, Dekh Tamasha Beech Bazaar
28. Mujhe Hamare Beech Ki Yeh Doori Bahot Pasand Hai. Agar Yeh Na Rahe To Mujhe Tumhare Kareeb Aane Ka Bahana Na Mile.
29. We All Our Own Teachers In The School Of Life.
30. Dosti Keh Alaava Bhi Kuch Rishte Hote Hain. Kuch Rishte Joh Hum Samajhte Nahin, Kuch Rishte Jo Hum Samajhna Nahin Chahte. Kuch Rishte Jinka Koi Naam Nahin Hota, Sirf Ehsaas Hota Hai. Kuch Rishte Jinki Koi Deewar Nahin Hoti, Sarhad Nahin Hoti. Aise Rishte Jo Dil Ke Rishte Hote Hain, Pyar Ke Rishte Hote Hain, Mohabbat Ke Rishte Hote Hain.
31. Aap Hume Bhool Jao Hume Koi Gham Nahi…Jis Din Humne Aapko Bhula Diya Samajh Lijiyega Is Duniya Main Hum Nahi
32. Tum Agar Khulke Ro Nahi Sakogi Toh Khulkar Has Kaise Sakogi?
33. Dosti Keh Alaava Bhi Kuch Rishte Hote Hain. Kuch Rishte Joh Hum Samajhte Nahin, Kuch Rishte Jo Hum Samajhna Nahin Chahte. Kuch Rishte Jinka Koi Naam Nahin Hota, Sirf Ehsaas Hota Hai. Kuch Rishte Jinki Koi Deewar Nahin Hoti, Sarhad Nahin Hoti. Aise Rishte Jo Dil Ke Rishte Hote Hain, Pyar Ke Rishte Hote Hain, Mohabbat Ke Rishte Hote Hain.
34. Marzi Se Jeene Ki Bhi Main.Kya Tum Sabko Arzi Doon?
35. Ishq De Mere Mitra Pehchaan Ki, Mit Javay Jadoon Zid Apnan Di … Asli Pyar Ka Matlab Haasil Karna Nahi Hota.
36. Toh Kya Hua Agar Maine Jhoot Sirf Tumhe Paane Ke Liye Kaha Tha … Toh Kya Hua Agar Tumhare Chehre Ke Sivah Mujhe Koi Aur Chehra Dikhai Nahi Deta … Toh Kya Hua Agar Tumhare Naam Ke Sivah Mujhe Koi Aur Naam Yaad Nahi Rehta … Toh Kya Hua Agar Yeh Awara Tumhe Deewano Ki Tarah Pyar Karta Hai … Toh Kya Hua … Pyar Sab Kuch Toh Nahi Hota Na
37. Yeh Pahad Chadna… Tumhare Liye Shayad Sirf Trekking Hal.. Mere Liye Nasha Hal
38. Albert Einstein Ne Kaha Tha Pagal Woh Hota H Joh Roz Roz Same Kaam Karta Hai Magar Chahta Hai Ki Nateeja Alag Ho.
39. Takleef Hullekin Is Baar Ki Khushi Bhi Thi Ki Main Apne Sath Wapas Yaadon Ka Ek Bada Sa Suitcase Le Ja Rahi Thl..Jinhe Main Kabhi Nahi Bhool Paungi
40. Mujhe Tumse Pyaar Ho Jaega, Phir Se. Aur Tumhe Nahi Hoga, Phir Se
Related Articles:
- 30 Best Bollywood Dialogues Guaranteed To Make You Popular
- 5 Dialogues Of Sonu Ke Titu Ki Sweety Trailer Which Will Sure To Leave You Asking For More
- Amitabh Bachchan Birthday 2016 Special: 20+ Most Memorable Dialogues Of Big B
- Ode To The Amitabh Bachchan Baritone! The Voice Of India! His 30+ Most Memorable Dialogues
- 21 Most Viral Monologues of Bollywood